Sunday, March 27, 2011
subah subah
Baadlon ki ghani ghata ke pare, Ye kiska chehra nazar aa rha hai, Chamak rha hai chaand ki tarah, Khila hua hai chandni ki tarah....... Aous ki boodon me Moti bikhren hain, Subah ki pahal hui hai shukhad sparsh se, Khil gaya hai sawera suraj ki pahli kiran se, Hatt gaya hai sara andhera........
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment